School या Graduation में रहते हुए IAS Preparation कैसे करें?

Sansar LochanCivil Services Exam281 Comments

अंततः मुझे यह पोस्ट लिखना ही पड़ा. कई दिनों से टाल रहा था कि इस पोस्ट के बिना भी काम चल जाएगा. पर मुझे यह अंदाजा नहीं था कि स्कूल या ग्रेजुएशन में पढ़ने वाले छात्र IAS Exam को लेकर इतने सीरियस हैं कि वे मेरे  IAS की तैयारी से सम्बंधित आपके कुछ सवाल और मेरे जवाब  वाले पोस्ट को कमेंट से भर देंगे. कुछ कमेंट की झलक आप भी देखें:–

comments_sansarlochan

 

ऐसे कई कमेंट को पढ़कर मैंने सोचा कि अलग से एक पोस्ट लिखूँ. अच्छा लगता है जब 18 से 23 वर्ष के युवा UPSC exam को लेकर इतने उत्साहित रहते हैं. कोई IAS बनना चाहता है और कोई IFS, पर सबका ध्येय है कि जल्दी से जल्दी सफलता पाऊँ और देश की सेवा कर सकूँ. भले IAS बनने के बाद उनकी मति फिर जाए और देशप्रेम का भाव गायब हो कर देशदोहन में बदल जाए पर अभी उनका परीक्षा को लेकर अति-उत्साह देखते ही बनता है!

Preparation Tips for School Students

खैर, सबसे पहले शुरुआत स्कूल में पढ़ने वाले छात्रों से करता हूँ जो UPSC परीक्षा को देना चाहते हैं और स्नातक में किस विषय का honours के रूप में चयन करें, इस को लेकर confused रहते हैं. स्कूल में पढ़ने वाले इन छात्रों के लिए मैं दो बातें कहना चाहूँगा:—

1. आपने सही समय पर सही निर्णय लिया है. क्योंकि उम्र के इस stage पर हमारा मस्तिष्क चंचल होता है. हमारा झुकाव गलत चीजों पर अधिक होता है. नेट रिचार्ज कराना, गर्ल फ्रेंड बनाना, पिताजी के पैसे को जमीन की धूल समझना, मूवी देखना और पता नहीं क्या-क्या देखना? पर आप इस उम्र में IAS बनने के सपने देख रहे हैं तो आपमें कुछ ख़ास  बात है जो औरों से आपको अलग करती है. क्योंकि इस तरह की सोच रखना भी बड़ी बात है…कुछ लोग तो सोच भी नहीं पाते, करने की बात तो दूर है.

2. आपने जब  IAS बनने का निर्णय ले ही लिया है तो इसके लिए हड़बड़ी मत दिखाएँ. अभी आपके पास तैयारी के लिए पर्याप्त समय है. अभी आपको +2 में अच्छे नंबर लाने हैं और अच्छे कॉलेज में admission लेना है. इसलिए अभी ज्यादा ध्यान आप अपने +2 के मार्क्स पर दें.

अब सवाल उठता है कि स्कूल में रहते हुए मैं IAS के प्रिपरेशन के लिए क्या-क्या कर सकता हूँ? IAS के सिलेबस को पहले ध्यान से देखें. कहते हैं कि कई लोग बिना सिलेबस जाने ही परीक्षा में बैठ जाते हैं…ऐसा करना गलत है. आप जिस परीक्षा को दे रहे हो उसकी पूरी तरह से postmortem कर लेनी चाहिए.

स्कूल की पढ़ाई स्वयं भारी-भरकम होती है और ऐसे में IAS की तैयारी पूरी तरह से करना सही कदम नहीं होगा. आपको जानकार आश्चर्य होगा कि स्कूल की किताबों का IAS परीक्षा में महत्त्वपूर्ण योगदान रहता है. सभी IAS aspirants को आज न कल स्कूल की किताबों को UPSC preparation के लिए पढ़ना ही पड़ता है. इसलिए आपका भाग्य अच्छा है कि आप अभी से जाग गए हैं. स्कूल के सिलेबस में जो किताबें हैं (इतिहास+भूगोल+राजनीति विज्ञान+अर्थशास्त्र) उन्हें ध्यान से पढ़ें क्योंकि यही किताबें आपके UPSC preparation में काम आएँगी. आप अलग से General Knowledge by Lucent की बुक ले सकते हैं जिससे आपको यह ज्ञात होगा कि किस तरह के टॉपिक सिविल सेवा परीक्षा में आते हैं.

उम्र के इस पड़ाव में आपको रेगुलर अखबार और मैगज़ीन पढ़ने की आदत डाल लेनी चाहिए. हिंदी माध्यम के छात्रों के लिए Best Magazines,  Chronicle है और अखबार दैनिक भास्कर है. दैनिक भास्कर का Editorial Section अच्छा रहता है.

अब रही ग्रेजुएशन में विषय चयन की बात…तो आपने +2 में जिस संकाय को भी लेने का निर्णय लिया है  तो कोशिश करें कि उसी संकाय को स्नातक में भी जारी रखें. जैसे आपने आर्ट्स में प्लस टू करने का सोचा है तो स्नातक में कॉमर्स लेने की गलती न करें. अधिकांश कॉलेज (private+regular) में eligibility criteria में यह तय कर दिया जाता है कि आर्ट्स वाले आर्ट्स विषय ही ले सकते हैं और कॉमर्स वाले B.Com ही कर सकते हैं पर कई संस्थानों में ऐसी बाध्यता नहीं रहती. आप Honours विषय चयन के लिए स्वतंत्र रहते हैं. इसलिए कोशिश करें कि यदि आपने +2 में कॉमर्स लिया है तो स्नातक बी.कॉम. लेकर या इकोनॉमिक्स ऑनर्स में ही करें. पर यदि किसी कारणवश ऐसा संभव नहीं हुआ तो निराश होने की जरुरत नहीं. आपने स्नातक में जो भी विषय ले लिया है तो उसे अच्छी तरह से पढ़ें क्योंकि अच्छा रहेगा कि इसी विषय को आप सिविल सेवा परीक्षा के वैकल्पिक विषय (optional subject) के रूप में भविष्य में लें. इसलिए यह एक श्रृंखला (chain-system) है…जो हमारी दूरदर्शिता को प्रकट करती है.

Preparation tips for Graduates

आपने अपनी स्कूलिंग ख़त्म कर ली. अब आप अधिक प्रौढ़ और समझदार हो चुके हैं. अब छोटी-छोटी बातों का निर्णय आप स्वयं लेने लगे हैं. आपको पूरा फोकस अपने स्नातक पर करना चाहिए. जैसा मैंने ऊपर कहा कि कोशिश करें कि उसी विषय में स्नातक करें जिस विषय को आप UPSC exam में optional subject रूप में रखेंगे, इसलिए यह मान कर चलिए कि स्नातक के साथ-साथ आप खुद-पे-खुद Civil Services का भी preparation कर रहे हैं.

रही बात सामान्य ज्ञान (General Studies) की उसके लिए आप स्नातक के विषय के साथ कुछ अन्य किताबों को भी पढ़ सकते हैं>> Book List

याद रहे, स्नातक में आपको अच्छे नंबर लाने हैं इसलिए स्न्नातक पर अधिक फोकस करें और साथ-साथ सामान्य ज्ञान की भी तैयारी करते रहें. अखबार और मैगज़ीन पढ़ते रहें. मैं भी इस पेज पर Current Affairs Related PDF स्टोर करता रहता हूँ, उन्हें भी डाउनलोड करते रहें.

Print Friendly, PDF & Email
Read them too :
[related_posts_by_tax]

281 Comments on “School या Graduation में रहते हुए IAS Preparation कैसे करें?”

  1. Sir mujhe bhut help ki jarurat hai me bhut confused hu mene assam board. Se 12exam dia usme 71%aai ar maine fir BA me admission ke liya major (houners) hindi lekr ar lekin mera medium English hai me confuse hu kia. Me upsc ki taiyari hindi medium se kr skti hu q ki mere hindi kafi acchi h English se plsss reply

  2. Sir. Mene 12th arts se ki he or 69.4 pratishat aay the mere.. me ab college me admission li Ho… Ba 4year ka he…. To aap mujhe btaye me upsc ki tayyari kese kro…. Please please reply zaroor krna 🙏🙏🙏🙏🙏

    Please full detail me btaye 🙏🙏

    1. Pehle apna basics majboot kijie. UPSC ki taiyari me apka General Knowledge accha hona chahie – bhoogol, itihas, rajniti vigyan aur thoda-bahut arthshastr – ka gyaan hona jaruri hai. Iske lie aap in chaaro subjects ke lie ek dum root level par taiyari kijie..chaahe wo school books se hi kyu na ho. NCERT ho, chahe koi bhi books jisme basic level par cheejo ko samjhaya gaya ho…waha se chapter wise sab khatm kijie aur chapter-wise small small notes bhi banate rahie jisse aapne jo padha hai wo yaad rahe aur revise karne me asaani ho. ye sab majboot hone ke baad apko kuch upper-level ki books batauga. But abhi ye sari cheeje complete kijie.

  3. Hi 👋
    Sir i m confused about that Can i clear upsc first attempt in regular MA and with IGNOU diploma i mean i can give time?

  4. Sir I want to know that after 12 I want to do CSE preparation with graduation so which optional subject I should choose.

  5. Sir me 12th me medical science se hu And sir I want to become IAS Officer so sir Aap muje btaye ki me 12th ke baad Kya karu

    1. अपने पसंद का कोई सब्जेक्ट चुन लें और उसी से ग्रेजुएशन करें या आगे की पढ़ाई करें.

    2. Hello sir mai inter Arts se ki hun inter me mera 65% hai and graduation history honers se kar rahi hun kiya mai UpSC kar sakti hun.

  6. Good morning sir, I have passed 12th exam in science but I want to choose geography in graduation. Will it right or not.
    Please suggest me

    1. Yes it is ok. Nothing bad in it. If u are comfortable with geography and its syllabus then you can go ahead. from civil services point of view, geography is a good subject also.

      1. Sir hard copy or kitne din lagege …or kafi din lagege aesa ho to hm..PDF ki xerox karva let…

        1. Sir l am BA art’s part 2nd year me hu ras bnana chahta hoon
          Optional subjects hindi and history hai
          Please guide me

          1. पहले स्नातक अच्छे मार्क्स के साथ उत्तीर्ण कीजिए. साथ-साथ NCERT की किताबें कक्षा 6-12 पढ़िए. इतना करना अभी के लिए पर्याप्त होगा.

        2. Sir me 12 se paas out hui aur me bsc lena chahti hu aur mujhe IAS banna hai to sir me confused hu ki me kon sa subject se owners kru pls sir reply

    2. Sir maha vidyalya ka student mppsc ki prepration kar sakta hi या fir univercity se grauate hona jaruri hi

  7. Sir iske liye 12th me ache percentage bhi jruri h qki mere to utne h nii 60 k andr hi h or abi to mai ba 1st year me hu mai b bnna chahta hu ias

  8. Hii Sir l am totally confused. What l do after 12 coaching ya college for best IAS preparation.

    1. Sir, abhi hum 11 class me aaye hai or IAS banne ke liye kaon sa subject le or kis stream se padhai kare . Sir, please tell me in Hindi .

  9. IAS ki acchi preparation ke liye 12th ke bad coaching kre ya college .please sir answer me. Because l am totally confused. What l do for best preparation coaching ya college

  10. Sir mai apni beti ke liye puchna chati hu ki vo abhi inter ka exam de wali h kya vo IAS ki tayRi kr skti hai agr kr skti h to btaiye ki vo kon sub le vo inter ke bd abhi vo commerce se h plzzz rply and eske bare mai btaye

    1. कमेंट करते वक़्त अपना ईमेल आई.डी. जरुर डालें ताकि मेरी रिप्लाई की सूचना आपको मिल पाए. अच्छा होगा कि ग्रेजुएशन आर्ट्स या साइंस से किया जाए क्योंकि कॉमर्स की नगण्य भूमिका सिविल सेवा परीक्षा में होती है.

      1. अपना ईमेल आई.डी. जरुर डालें ताकि मेरी रिप्लाई की सूचना आपको मिल पाए. अच्छा होगा कि ग्रेजुएशन आर्ट्स या साइंस से किया जाए क्योंकि कॉमर्स की नगण्य भूमिका सिविल सेवा परीक्षा में होती है.

    2. Hii. Sir mera 12th math 57% se h or ab me BA eng honors kr rhi hu to kya hum ies exam de skte h please reply me sir……

  11. Hi sir maine 12th math se pas ki hai Kya m IAS bn sakti Hu m good percentage ke liyr BA with math krna chahti Hu Kya m sahi kr Rahi hu

    1. Sir Mera 12vi me 54 persent hai or Mera bsc me 50 persent hi hai kya Mai ias bn skti hu persent km hone pr bhi

  12. hi sir me b sc part3 me hu or mujhe ab lga he ki mujhe ias ka teyari karna chahiye kya mujhe karna chahiye ya fir dusra kuchh sochna chahiye meri age 19 year he

    1. hello sir kya mai 10 ke bad ias exam de sakti hu kuch family issue ki waja se aage study continue nhi ki maine to kya mai ias ka exam de sakti hu

      1. Sir mera 10+2 Commerce 57% and Graduation Commerce se 54.25% kya itane kam no par BPSC Ke exams me baith sakte hai

  13. Sir m back Ka student Hu m IAS officer bnna chata Hu
    To mujhe batiye ki bs me Kitna %aata h to IAS ki exam attempt KR skte h
    Plaza sir bataiye…….

    1. Sir mai army se ritir hone wala hu 36 year in but maine BA private kiya hai, mai ias ya ras ki exam de sakta hu kya sir

  14. Sir me abhi 1st year me hu aur me UPSC ke preparation karna chati hu to me kese start karu aur sir ye preparation me ghar par kar sakti hu ya koi special coaching ke jarut he PLEASE sir reply me

  15. Thank you sir iss blog ke liye bhut Kush sikhne Ko Mila hai .ekk request hai aap se upsc ias ka exam hm Punjabi language me de skte hai ya nahi. Or ias female ki hight kitni honi chahiye plz sir reply me…

  16. Sir m bsc 2nd year m hu or mere pass zoology botany chemistry h to sir m upsc ki preparation kaise karu sir please help me plz plzsir

  17. sir ias ke liye 11th me kon sa subject le sakte hai our ias ki taeyari kab se kar deni chahiye iske liye ghar per padai kar sakte hai ya couching lagana campulsory hai

  18. Hello sir I m Vry confused me B.voc dgree complete kr li hu me graduate kr rhi hu MTM me kya me IAS ki tayari kr skti hu

  19. Hello sir me B.voc dgree TTM complete ki hu me graduate kr rhi hu MTM kya me IAS ki tayari kr skti hu

  20. Hello sir me B.voc dgree TTM complete ki hu me graduate kr rhi hu MTM kya me IAS ki tayari kr skti hu

  21. Hello sir main Himachal Pradesh se hun Maine +2commerce me ki hai or ab main b.com kr rehi hun or main sath me IAS ki teyari bhi krna chahti hun but sir +2 mai meri percentage km hai to sir aapse puchhna tha kya me IAS ki teyari kr sakti hun ya nehi? agar han to mujhe kon si books read krni hongi , sir please help me

    1. Hi madhu, UPSC ko apke plus two marks se koi lena dena nahi hai. Aap graduate ho jao fir aap exam me baith sakte ho.

      Tab tak aap apne general studies ko majboot karo. NCERT ki kitaabe le lo aur Lucent GK ki book lelo. Abhi ke lie itna kaafi hai. Abhi hi saare books aap padhoge to uska asar apke graduation ke result par bhi padega jo ek galat baat hai.

      Aap NCERT ki kitaabe 6th to 12th lelo. History Geography Political Science and Economics ki.

      Lucent aur doosri kitaabe aap is link se le online kharid sakte ho >> https://www.sansarlochan.in/recommended-books-ias-civil-services-hindi/

  22. Sir maine 12 complete karke diploma engineering ke final year main hoon to kya main upsc de sakta hooo

  23. Sir mere paas 10th or 12th ke migration nhi h vo scul clg m submit ho chuke h ..tho mujhe ye pta krna h Jo 10th or 12 the m migration milta h uski tho upse m koi zroort nhi pdti khi prr bhi ?

  24. Kya graduation k 2nd year se upse ki coaching le skte h ? Taaki 3rd year m graduation khtm ho tho 3rd year k khtm hote hi upse ka exam de ske .. ??

    1. yedi aap mujhe jaante honge to aapko pata hoga ki main coaching ka jyada पक्षधर nahin hu….aur graduation ke 2nd year me toh bilkul bhi nahin.
      main humesha kehta hun ki graduation ke results par jyada focus karen…taki graduation acche marks se pass hon. Maine kai students ko dekha hai jo hadbadi me aisa kadam uthaate hain jo unke current result ko gadabad kar deta hai.

      islie meri salaah yehi rahegi ki coaching ka abhi dimag se nikaal le. waise bhi coaching ke saare classes aapke dimag ke upar se chale jayege. coaching me jaane se pehle khud ko taiyaar kare.

      khud ko taiyaar karne ka arth hua ki aap pehle apne basics ko majboot kare…civil services pariksha me 4 pillars hain – history, geography, polity aur economics. Ye chaaro cheejo me aap command kare.

      NCERT ki books padhen 6th to 12th…aur rajya sabha news discussions padhe, newspapers editorials padhne ki aadat daale….bahut saare kaam hain jo aap apne graduation ki padhai k saath kar sakte hain jisme aap busy ho jayenge.

      graduation complete karne ke baad aap coaching join kar sakte hain, aap us samay poori tereh se ready bhi honge.

      coaching join karne se pehle insaan ko mature hona jaruri hai.

  25. Sir, good morning
    I’m Rahul Raj Sharma
    Student of 12th
    I’m preparation for IAS
    I want sir pls suggest important
    Sub and other guidance

    Thanks sir

  26. Hello, Sir Mena isi year 12th clear ki h and Mena Sol b. A program m admission liya h kya m iska sath ias ki tayari kar skti hu

  27. Sir kya mai upsc mains exam me GS papers ko Hindi medium me air optional subject ko English me likh sakta hu ….
    Please reply right answer?????
    I am waiting ??

  28. Sir ,
    Mera name ranjan hai or mein 12th arts stream se pass hua hun.or mein J.P.S.C ki taiyari karna chahta hun lekin mein in dino bahut confused hun ki B.A mein kin sa honors rakhun jisse ki aage mujhe help mile. .
    Sir mein English honors lena chahta hun kya a mere liye sahi hai plese advised me sir.
    Thank you

  29. Me Jana chta hu ki me 12 th ke bad ias ki teyari kese kru Kiya bta sakte ho ho 12 ke bad Kiya karna chiye muje arst mili Hui h to muje Kiya karna chiye please tell me sir

  30. Sir agar mai cv raman university se graduation karu to kya mai upsc ka exam de sakta hu

  31. Hello sir.sir maine hindi medium se abhi apni 12th pass ki h .mujhe ias ki tyari karne ke liye kai log the hindu newspaper padne ki advice dete h to sir main confuse hoon.
    sir pls help me.

    1. The Hindu एक प्रतिष्ठित और उपयोगी समाचारपत्र है. पर यह भी जान लें कि The Hindu पढ़ने मात्र से आप UPSC जैसी बड़ी परीक्षा पास नहीं कर लोगे. एक अखबार जरुरी है पढ़ना, चाहे आप कोई-सा भी चुन लो. रही बात The Hindu की तो उसमें content अच्छे किस्म के होते हैं इसलिए लोग उसे पढ़ने की सलाह देते हैं. यह कोई अमृत नहीं है जिसे पीकर आप जीवन से जीत जाओगे.

      हिंदी माध्यम वालों को The Hindu पढ़ने में बहुत दिक्कत होती है. वे अपना आधा से अधिक समय इसे पढ़ने और समझने में ही बर्बाद कर देते हैं क्योंकि इसकी इंग्लिश बहुत ही कड़ी होती है. इसलिए हम लोगों ने The Hindu के ख़ास समाचारों को हिंदी में देने का निर्णय लिया था जो हिंदी माध्यम वालों को समर्पित हमारा प्रयास है.

      आप भी चाहें तो एक नजर इस पर डालें >> https://www.sansarlochan.in/sansar-daily-current-affairs-hindi/

  32. Sir kya mai upsc aur psc ka exam upsc k course ko karke usi sal dila sakta. I mean upsc karte karte mai psc k exam me baith sakta hu

  33. Sir maine bsc bio se graduation complete kiya hai.ab mai upsc karna chahta hu aur ias ya ifs banna chahta hu. .par mujhe logo k tane sunne pad rahe hain ki mai pachhtaunga ..kya mai upsc kr sakta hu sir

  34. Meri kuch problems ke Karan me graduation me class nhi le pa rha hu or sir me BSC kr rha hu or m IAS krna chahata hu
    To sir m IAS ki teyari kese Kru.

  35. hello sir mera kuch saval hai
    sir mera name yogesh Kesharwani hai mujhe app se kuch bat karna hai to app ka koi number hai contact
    please please sir mujhe kuch puchna gai ias se related

  36. Sir main assam se hoo. Me avi 12 me hoo or muje upsc exam ka taiyaari karna he kiya aap muje batayenge ki me kon kon sa book parho. Please sir reply.

  37. Hello sir May iss year 12th pass kiya hu our may graduation ke sath IAS ki taiyare karana jahata hu , sir iske liye books 📚 ki mujhe jankari nahi hai. Sir mujhe bataye ki graduation ke sath Ias ki taiyare ke liye kon si book achchhi hai

  38. Hello sir me b.Com ke 2nd year me hu .so me ab UPSC exam ko face karne ke liye koi coach joit Karna thik rahega .?? Plss help me sir

  39. hello sir mai surya singham maine part a me on sub english se kya kya mai ias ki tayari kar skta hu plz sir reply de

  40. Sir maine abhi BA 1st yer ke exam de hai to mai (mpsc) exam dene ke liye qualification ketala hona chahiye

  41. Sir maine abhi BA 1st yer ke exam de hai to mai (mpsc) exam dene ke liye qualification ketala hona chahiye

  42. Ser Hindi medium se preparation Karne valo ke liy mains me easy Hindi me Likhna hota hai ya English me

  43. Sir main BCA kr Rahi hu, Lekin mere
    pass inter me pcm tha ,plz mujhe bataye ki me apni IAS ke liya preparation kese Karon ,jbki kuch teacher suggest kr rahe h ki 6to12 history, geography, political science and economics padho .kya yeh sahi ?? Aur agar mujhe ye subject padhne h to kese padhu kyuki 10 tak mujhe in subject me koi interest nahi tha ,main inke notes kese banaun ,plz help me

  44. Sir ye btao ki kya mai 2019 k exam me baith sakta hoon meri age 21saal 4nov.2018 ko poori hogi

  45. Sir Maine 11 th me maths sub chuna h ………… Kya Mai 12th k bd IAS Ka exam dila Sakti Hu………….

  46. Sir myself Vipin Yadav sir Mai 10 class Abhi pass Kiya hua mere samajh me nhi aa rha h ki Mai 11th me konsa subject lu jo mujhe IAS ki taiyari me help me ske plzz help me plzz

  47. Sir maine abhi BA 1st year k exam diye h mai apse puchna chahti hu kya mai 2nd year se IAS ki coaching le skti hu

    1. 2nd year se IAS ki coaching lena meri nazar me samjhdari nahi hai. aap coaching me jaoge bhi to waha apko apke BASICS ko strong karne ko kaha jayega aur NCERT ki books ko padhne kaha jayega. islie accha hai ki aap pehle se apne basics ko strong karo aur final year ka exam dene k baad join karo koi coaching bcz abhi se hi coaching join kar lene se apke graduation k result par bhi effect padega.

  48. Sir Maine 11th mai History, Geo. Aur optional Maths le rakha hai Kya Economics bhi Lena chayi …🤔🤔🤔

    1. yes economics le sakte ho par dhyan rahe thoda tough hai. Maine bhi economics liya tha and i had scored very good ….islie economics scoring bhi hai. If u r in cbse board to eco me kaafi score acche aa jate hain.

  49. Hii Sir I am Manish oraon Sir mera 10th ho gya ha Mera bachpan se Dream Ha IAS officer banna….
    .. But mere Subject ko le ke thori confusion ho rahi ha… Ki kya lu please tell me ……… Jisse mujhe IAS banne me age problem na ho….

  50. sir me sol d.u se 1st yr kr rhi hu kya me exam de skti hu ias ka cos i m open university student that’s y

  51. sir me sol d.u se kr rhi hu to me ias ka exam de skti hu or me 1st yr kr rhi hu abhi mere exam chl rhe he

  52. Hiiii sir abhi m 11th m aae hu aur Maine commerce lene kaa Socha h to Kya m commerce subject lekar bhi UPSC ke exam de skte hu koi problem to nhi Hoge naa agar m commerce lu to

  53. Hello sir i mmyself priya es year meri 10th ho gai h mujhe samjh nhi aa rha h kon sa subject choose kru jo upsc face krne me meri help kre or us subject se upsc face krne me koi pproblem na ho plzzzzzz plzzzzz plzzzzz plzzzzzzz sir help me ye mera bachpan ka dream h sir plzzzzzz plzzzzzzzz help me sir

  54. mne abhi 12th kiya h nd m ab IAS Ki preparation krna chati hu to kya m uske sat graduation ke liye B.A kr sati hu jisse m apna poora dhayan IAS pr de saku

  55. Sir mene 12th pass kiya hai science 52%) muje psc ki tyari karni hai or sir Mai psc ki tayari MP Se krna chata hu or sir Maine 12th pass Gujarat Se Kiya hai sir aap mujhe bta do ki mai kiya kru or konsi place best rhegi tyaari ke like MP mai or sir bsc krunga toh chalega ya fir sir aap btado ki kya kru

  56. Sir mai bsc PCM ka 1st year ka student hoo. Mai aage upsc qualify krna chahta hoo uski preparation abhi Bsc k sath kase start kroo. Mai self preparation krna chahta hoo. Ek chhote level se taki pura base clear ho jaye jo aage ki tyari m beneficial ho.

  57. Hlo sir ,

    Maine abhi 12 k exam diye h or nera result ane wala h.. Sir to mujhe ye luchna h ki BA k sath UPSC k exam dene k liye kya krna hoga ,konsa form bharna hoga..?
    Or kya iske liye hum corresponding se kare to kya thik rahega..?

  58. Sir abhi mai 11th me jane vali hu or maine math lene ka socha hai to mai apse ye puchna cahti hu ki kya math lena mere liye thik hoga.

    1. yedi aap UPSC ka plan kar rahe ho to Maths lete samay ek cheej ka dhyaan dena hoga. Maths bhale hi aapko UPSC me acche score dila de…par aapke General Studies ke papers me aapki madad ni kar pyegi…islie jo b nirnay le soch samjh ke le.

      Aap plus two me maths le sakte ho yedi aap maths ko lekar confidence ho…plus 2 me accha score karo…fir graduation ki sochna. Abhi to kaafi time hai.

  59. Sir namaskar .
    Sir mai 2018 me (+2) bseb se exam diya hoon.aur du distance se graduation karna chahta hoon. Sir distance se gra.karne par upsc me koi problem hota hai.If yes to kaun sa problem hota hai . Plz reply sir.

  60. Sir may science. Sir mera math bahut achha hai may graduation bsc math say karna chahta hu kya IAS Kay liye sahi hai ya B.A karu

  61. Sir,ke Baad IAS ki tayari kese karu. I mean konsi books se because graduation ke Baad exam de shakte hai jb tk preparation kese complete kare.

  62. Sir hum science (math)faculty ke student hai aur 12 k baad math Honor’s karna chahte hai par mera target upsc hai kya kare
    Please help me

  63. Sir, maine bio se 12th ke h . Kya mai ias ki taiyari kr skti hoon .but meri umr 18 se km h.pls. Tell me sir pls…

    1. Sir mai I a s ki taiari karna chahti hu .Maine 12th math she ki hu graduation me kon sa subject achha rahega

  64. Sir ek bt or me ye janna chahti hu ki agar mujhe i a s ki taiyati karni h to me konsi books padu kuch naam books ke or sir kya coaching lena jaruri h q ki me ek bhut garib parivar se belong krti hu plzzzz answer me plzzzzz

  65. Sir mne +2 science m 81% marks lihe me IAS ki teyari krna chahata hu me kese preparations kru or kis Govt. College se kru

  66. Sir me sonam sir me janna chahati hu ki me apni graduation s o l universty du se kr rhi hu to kya me i a s bn sakti hu plzzzzzzz sir answer me pllllllz btao sir

    1. Hello sir sir मै 12th pass करूँगा sir मेरा subject commerce है sir मेरे को subject चेंज करना पड़े गा sir की कॉमर्स subject से ही ias upsce का तैयारी के लिए sir plizz बताओ न sir🙏🏻🙏🏻🙏🏻

      1. आप सिविल सेवा के लिए किसी भी विषय को लेने के लिए स्वतंत्र हैं.

  67. Sir IAS kese bante h kya aap details me samja sakte h ki after 12th commerce k baad kya Krna chahiye …..

  68. Dear sir mere graduation mein distance hai Toh Kya Main las ka form daal sakta Hoon please sir reply Jarur Kare bahut pareshan hu Ye Soch ke thank you

  69. Sir mein 12 mein hu Mera subject commerce Hai to mein ias ka padhai Kar sakta hu Kolkata me ias ka Cochin nahin hai. 12 mein b.com Kar sakta hu na. Abhi Kya padhu Jo mere liye ias ke exam me helpful rahe

  70. Non college student ya graduation me bich me fail hua ho vo de skta hai kya ias exam
    Answer please sir

  71. Sir mujhe ias karna hy lekin mujhe iske examination pattern nhi maloom hy plz suggest me sir.

  72. Sir में graduate हु हिंदी इंग्लिस ओर इकोनॉमिक्स
    म कैसे तयारी कर
    Books or matter कहा से लू
    कितना पडू कैसे पडू कुछ व समझ नही आ रहा
    मेरा email adreass ये है आप कुछ बता दे
    [email protected]

  73. Sir Kya IAS ke liye 12th ya graduation Ka % v chek kiye jata h agar kiya jata h to fir minimum kitna %hona chahiye

  74. Hello ,sir namskar ,aapke chrnsprs ,sir aap sbhko kitti achi advice de rhe hee aap ka bhut bhut dhnywad ,sir mera bhi ek question he ki ,sir sbh boltee he ki IAS ke liye Delhi ki coaching best hee to yh shi he kya

    1. Delhi me coaching kuch is tarah khole ja rahe hain jaise kheto men aaloo-baigan ugaaye jaate hain.
      waha paise kamaane ke lie bahut hi adhik sankhya men coaching khole ja rahe hain jisse coaching ki quality lagaatar ghat rahi hai. aise me acchi coaching ki pahchaan karna bahut hi mushkil hai.
      par 80% aapki khud ki mehnat hi kaam deti hai, baki acche study material aur kuch acche teachers delhi men jarur nazar aate hain, par unka aapke success me kevel 20% yogdaan rahega.
      aap ghar baith kar bhi taiyaari kar sakte ho par shart yah hai ki aapko koi disturbance, demotivation na ho.

  75. SIR ME BA 3 YEARS RUNNING ME HU
    TO KYA ME UPSC KI EXAM ME BETH SKTA HU 6 SEM ME HU
    SUGGEST ME SIR PLZ

  76. sir main Sunil bolrahan Hun mera10th main33%and+2main43%aur +3arts main43% hai to main UPSC ki civil service exam desekta Hun ki nehin

    1. हाँ यह depend करता है कि आपने किस कॉलेज/University से private किया है. यदि आपका कॉलेज/university UGC/AICTE/सरकार द्वारा मान्यता प्राप्त संस्थान है तो आप सिविल सेवा परीक्षा दे सकते हो.

  77. Sir, mai UPSC krna chahti hu, to kya isme graruation me regular class hona jaruri hai. Agr me distance se krti hu to kya aage chal ke koi poblem aa skti hai. Plz help me sir

  78. Sir mai computer science se polytechnic kar rhe hu. Sir mai upsc ka exam de sakta hu. Please talk me

    1. नहीं आप अभी परीक्षा नहीं दे सकते. UPSC में बैठने के लिए ग्रेजुएट लेवल का exam clear करना जरुरी है. आप AMIE कर लें.

  79. namste sir mera naam rajnikant agrahari hai mai general category mai aata hu mai ias banna chahta hu mere garguation mai 49%hai ias banne ke liye % sahi hai sir plz btayiye

  80. sir mera bsc complt ho gya h physics chemistry forensic science se mai up pcs ki taiyari krna chahtu hu to sir mai msc kru ya M.A kru mai soch rhi hu ki up pcs me jo do subject choose kiye jate h usme se hm kisi b ak subject se M.A kr lu to kya ye sahi nii rhega sir plzz btaiyega

  81. sir mai graduation1 saal absent kar diya tha aur 1st year me mera ek subject absent ho gya jise 1 saal baad maine phir se diya.is se year problem v aa gayi h to kya mai upsc me baith sakti hu

    1. फिजिक्स को आप ऑप्शनल विषय के रूप में जरुर ले सकते हैं, पर एक बार UPSC का Physics सिलेबस और अपने graduation के सिलेबस से मैच कर लें.

  82. सर मैंने B.com किया है पर मैं English मे बहुत week हूँ कया मैं PCS बन सकता हूँ।

  83. sir, I am krishna lokhande,just has given 12th hsc exam and more curious to know about what are the physical condition required for ias.I want to start my preparation but can you guide me which books will be better for me .

  84. hello sir apka artical boht achha hai.
    pr mujhse ek galti ho gyi mene BCA leli
    aur ab mai second year main ho jaaunga BCA ka to mujhe aage jaakar koi profit nhi hoga kya sir?
    plz sir mujhe btaye koi guru mantra
    mujhe sirf rasta dikhaye mehnat to apne aap kruga sir pure dilo jaan se.

    1. Bahut baar aisa hota hai ki science background waale arts subject le kar safal hote hain. Bahut baar se mera matlab sach me bahut baar. To aap bhi subject change kar sakte ho aur us subject ko le kar aage badh sakte ho. Jaise suppose aapne history le li…to aap history ke notes banao, tuition lo, ek nayi shuruaat kar sakte ho.

  85. Maine aapka blog padha our kafi prabhavit bhi huva…mere mann me ek jigyasa thi ki… graduation ke tym he mere father ki death ho gayi thi jisse mujhe turant pvt job karni padi or phir kabhi study ke liye tym bhi ni mila…abhi meri age 37 hai to kya mai pcs ki tyari kar sakta hu..

    1. अधिकांश PCS परीक्षाओं में अधिकतम उम्र सीमा General स्टूडेंट के लिए 40 है. अभी आपकी उम्र सिर्फ 37 है तो आपके पास तीन साल और है तैयारी करने के लिए…
      और किसी भी परीक्षा के लिए एक साल पर्याप्त होता है. हाँ पर कड़ी मेहनत करनी पड़ेगी.

  86. Sir mene 12 pcm se kiya hai aur abhi bsc bhi pcm she hi kar raha hu mene IAS ki preparation start kar di hai aur coaching bhi join kar li hai sir mene 11-12th ki arts ki books and BA graduation ki books padhni suru kar do hai kya me sahi kar raha hu pls bataiye main optional me political science lunga

  87. sir i m complete graducation in arts stream with 40% & without honours ( general ) . can i apply ias exam ……

  88. Sir
    Main abhi b.a.2nd year main hu
    Main ias ki tayri kaise kru ,
    Kya main ye exam hindi se de sakta hu ,.main apne aap ko tayar kaise kru,
    Plz sir mujhe advice dijiye,
    Mujhe kitne hour padne chahiye,
    Or kya padna chahiye,
    Mujhe english km aati h ,kya english ka aana jaruri h,

  89. sir,
    mein is bar ias (pre) exam dena chahti hu and clear b krna chahti hu
    but 1 month pehle se mene study krna start kiya h
    mene open se BA from delhi university se kiya h 2015
    diploma in Civil Engg m kiya h from Pusa delhi se
    m abi Jr. Civil Engg. hu in Pratibha Industry m (under ground metro construction)
    m Btech. Civil Engg. se kr rhi hu part time (regular classes 6pm-9pm) from Delhi Technological University

    sir, plzz
    m IAS bnna chahti hu, m ias bnne k liye kitni b study krne k tyar hu
    plzzz mere help kariye plzzz
    mujhe boooks, notes, coaching……
    kuch b provide kra dijiye ya btaiye k mujhe kis trha study krni chaiye
    apni itni busy life m plzzzzzzzzzzzzzz

  90. SR me last year mein hau ur mera subject hindi hai to kya mein IAS exam de sakti hau
    sr plzzzzzz batao na

  91. मुझे तो sir आपसे यही जानना है कि मैंने 12th तक science लेकर पढ़ा और मेरे marks 50% ही रही फिर मैंने बिना किसी honours के B.A. कि exam pass कि । sir मुझे आपसे यही जानना है कि क्या में UPSC कि exam दे सकता हूँ क्या plz sir मुझे इस परेशानी का हल बताएँ । इसके लिए मैं आपका सदा आभारी रहूँगा

  92. Hello sir me BA 1yr ki student hu or me ias ki tyari Karna chati hu to me Kya Karu mere sub hai political,education,sociology hai to mujhe Kya Karna chaiye plz sir reply

  93. Hello sir me BA 1yr ki student hu or me ias ki tyari Karna chati hu to me Kya Karu mere sub political,education,sociology hai plz sir reply

  94. Hello sir mera Nam Priya h. Present mai mai government servent hu lakin ab mai civil exam ki tayari krna chah rhi hu. Isliye sir plz hme shi guide line dijiye

  95. Sir..mujhe english language bahut kam aati hai.meri puri padhai gaw me hi huyi. Aur b.a.2nd year ka student hu. To kya uppcs ka exam hindi me de sakta hu.. Kyo ki hindi me mujhe jyada samjh me aata hai. Ya english jaruri hai

  96. Sir muje uppsc ka slyabuss btaye.
    m B.A (D.U open ; sub: history, political scince, English, hindi hai.)
    Muje btaye ki m tyari kese kru.
    kon kon si book pdu with writer.
    .

  97. Hello Sir,
    Mai IAS ka preparation krna chata hu maine +2 math se kiya or av honours paper Economics h mera . mujhe ek to language problem ho rha h kon se language se kru Hindi /English , or ek ye ki kaise kru plzz reply sir,

    1. Yedi aap economics le kar aage badhna chahte hain civil services ke liye…toh aap English language hi opt karen. Main aisa isliye keh raha hu kyuki economics ki kitaaben english medium me jyada acchi hain aur jyada maatra men hain.

      Yedi aap koi doosra subject lege jaise history, geography, polity to aap Hindi me bhi pariksha de sakte hain..

      Yeh aap decide karen ki aap likhne/padhne/samjhne men kis language me acche ho English ya Hindi…aur usi language me exam de..

      UPSC me language ka koi importance nahi hai. Aap jis bhi language ko chune…english ya hindi…usme aapki pakad acchi honi chahiye…marks dono languages me same hi aate hain.

    1. आधुनिक इतिहास के लिए :– आधुनिक भारत का इतिहास By Vipan Chandra पढ़ें

      मध्यकालीन इतिहास के लिए :–मध्यकालीन भारत: रणनीति, समाज और संस्कृति by Satish Chandra

      प्राचीन इतिहास के लिए:–Prarambhik Bharat Ka Parichay by Ram Sharan Shar

      Bhugol(Spectrum Editorial Board) Spectrum

      Bhugol Mukhya Pariksha Ke Liye T Khullar

  98. Sir mai 11 classme hoon.mai abi agra me rhti hn.mjhe samjh me nhi aa rha h ki mai graduation agra se kru ya banaras ke bhu cllge se.

    1. BHU एक अच्छा संस्थान है. BHU के अप्लाई जरुर करें. पर आगरा में भी try करते रहें क्योंकि BHU में entrance थोड़ा कठिन है. यदि BHU में हो जाए तो बेहिचक go for it.

  99. sir mene gmail subcribe kar rakha h ..fir bhi ye automatic unsubcribe kese ho raha h..or likha aa raha h..wordpress.com pe sign karo.. kya kru sir or kese pata kru ki meri email subcribe h ya nahi…

    1. यदि मेरे हर अपडेट आपको ईमेल पर आ रहे हैं तो आप सब्सक्राइब कर चुके हैं. एक बार चेक करें अपने जीमेल इनबॉक्स में कि हमारे ब्लॉग से आपको लास्ट कौन-सा पोस्ट और किस तारीख को आया है?

  100. I am graduate and now 20+ . What should I do for CSE(A best strategy) … I don’t know abcd…… of CSE. So please…….

  101. Batane ke liye thank u sir.sir mai 11 class me hoon.mjhe ye bilkul smjh me nahi aa rha h ki 12 k baad mai apni graduation agra se kru ya banaras ke bhu college se.or mjhe best coaching agra me milegi ya banaras me.sir pleas help me.abi mai agra me rhti hn.bt mera village banaras me hai.isliye mai kahi bhi rahkar padh skti hoon.

  102. Batane ke liye thank u sir.sir mai 11 class me hoon.mjhe ye bilkul smjh me nahi aa rha h ki 12 k baad mai apni graduation agra se kru ya banaras ke bhu college se.or mjhe best coaching agra me milegi ya banaras me.sir pleas help me.abi mai agra me rhti hn.bt mera village banaras me hai.isliye mai kahi bhi rahkar padh skti hoon.

  103. Hi
    Sir mai inter kiya hu aur railway me mera job hua hai mai upsc ki taiyari karna chata hu to kya mai IGNU se graduation kar sakts hu aur aur UPSC exam de sakta hu

    1. हाँ बिल्कुल IGNOU से ग्रेजुएशन करने के बाद आप इस परीक्षा में बैठ सकते हैं.

  104. Sir mai 11 class me hu.mera naam kajal h.sir mjhe samajh me nhi aa rha h ki 12 ke baad mai banaras ki coaching join karu ya agra ki.sir ek aur question mai 12 ke baad agra se graduation karu ya banaras se.abi mai agra me rhti hn.lekin mai bhu me admission lena chahti hn.kya ye mere liye sahi h

  105. Sir mai 11 class me hu.mera naam kajal h.sir mjhe samajh me nhi aa rha h ki 12 ke baad mai banaras ki coaching join karu ya agra ki.sir ek aur question mai 12 ke baad agra se graduation karu ya banaras se.abi mai agra me rhti hn.lekin mai bhu me admission lena chahti hn.kya ye mere liye sahi h

  106. Sir mai 11 class me hu.mera naam kajal h.sir mjhe samajh me nhi aa rha h ki 12 ke baad mai banaras ki coaching join karu ya agra ki.sir ek aur question mai 12 ke baad agra se graduation karu ya banaras se.abi mai agra me rhti hn.lekin mai bhu me admission lena chahti hn.kya ye mere liye sahi h

  107. sir me rojana cheak karta hu ..or aapka rply ka wait tin din se kar raha hu .sir rply ke liye thanks….sir aap R.A.S ke hindi me 2017 ka sallybus bhi upload karna or books or notes bhi batana ..q ki sir me tution nahi ja sakta ….apne ister ki hi teyari kar sakta hu to sir jaldi kiyega…

    dhnyawad …..

    Ravindra singh rajasthan

  108. sir me rojana cheak karta hu ..or aapka rply ka wait tin din se kar raha hu .sir rply ke liye thanks….sir aap R.A.S ke hindi me 2017 ka sallybus bhi upload karna or books or notes bhi batana ..q ki sir me tution nahi ja sakta ….apne ister ki hi teyari kar sakta hu to sir jaldi kiyega…

    dhnyawad …..

    Ravindra singh rajasthan

  109. thanks sir ..for feedback …me do tin din se aapke reply ka wait kar raha tha ..rply ke liye dhanyawad….sir Ras ka 2017 ka hindi sallybus bhi dalna ..or sir jaldi ras se related book or notes batao sir ….q ki har koi tution nhi ja sakta h..me apne istar ki hi padai kar sakta hu.. ..sir muje mere gmail pe rply kar de na. taki me padai sahu samay pe kar saku.. dhnyawad ..sir g..

  110. sir mera naam ravindra h ..me rajasthan se hu ..mene b.a final kar li h or me RAS ki teyari karna chahta hu ..lekin mene RAS ka sallybus dekha par sallybus aisa ki mène kuch chije padi v nahi kabhi. . sir kya me RAS ki teyari gar pe hi kar sakta hu kya..q ki sir har kisi ko tution jana bajat me nahi hota h.. to sir plz aap muje achi teyari ke liye book ke naam or tips bata de taki me gar pe hi achi teayri kar saku

  111. sir mene gmail subcrib kar di h…or sir muje r.a.s ki teyari karni h or me pehli bar exam de raha hu to mere pass jada jankari nahi h is bare me..to sir muje meri email pe send kar do agar koi r.a.s ke liye gk ho to ya iske liye koi jankari ya book jo muje padni chahiye.. sir plz muje mere email pe send kar do plzzz sir …

  112. Sir, me av 11 me hu or me commerce se hu to mera syllabus kya hoga IAS ka or av kya kru plz sir help

  113. Sir maine bsc maths sub. se 52% se pass kya mai upsc k exam me bait skta hu plz sir reply….

  114. Sir mai bsc final year maths sub. ka student hu sir mera bsc me percent 51% h kya mai upsc k exam dila sakta hu plz sir rply ; sir upsc me percentage bhi mang krta h kya,……?

  115. Sir Mai Ba 1at year me hu. Mere pass history, political,English literature h .m ias ki tyari krna chahti hu

    1. आपने सही समय पर सही निर्णय लिया है और आपके विषय का चयन भी बहुत अच्छा है. आप BA की स्टडी पर फोकस करें, सिविल सर्विसेज परीक्षा की भी तैयारी automatically हो जाएगी.

  116. Hello sir mera name rahul he and I’m pursuing BE in 5th semester sir actually mene ncrt ki history ki books to padhi he but me usse se short note kese banau mujhe kuch samjh nhi aa raha kya plz aap meri help karenge ….

    1. NCERT का हर एक वर्ड महत्त्वपूर्ण नहीं होता. इसे मैगज़ीन के रूप में पढ़ें. वैसे इन्हें पढ़ने से पहले आप Previous Year Question का सेट खरीदकर पढ़ें, तो बेहतर होगा. क्योंकि इससे आपको idea मिलेगा कि NCERT से कहाँ-क्या पढ़ना और क्या नहीं पढ़ना है. इसे ही selective studying approach कहते हैं. हर चैप्टर को पढ़ कर डायरी में नोट्स बनाएँ की परीक्षा में क्या आ सकता है?

  117. dear sir i m shiva shankar agarwal. i read in b.com final year. sir muje upssc krni hai to iski jankari chye

  118. Sir ncert ki book ko kaise PDE UPSC (IAS) exam k liye book to SB le liya hu sir aur age meri h 18.6 months sir btaye ki tyari kaise kre

    1. Previous Year Questions देखें. मेरा यह Answer Key देखें जो 2015 UPSC Prelims Paper 1 परीक्षा का है, इससे आपको आइडिया होगा कि किस तरह से NCERT के टॉपिक को चतुराई से UPSC उठाता है.

    1. Important Topics का आइडिया आपको प्रीवियस इयर क्वेश्चन देखने से मिलेगा. आपको खुद analyse करना पड़ेगा कि कौन-सी टॉपिक आपके लिए महत्त्वपूर्ण है. Answerkey वाला पोस्ट देखें, शायद आपको आईडिया मिले>>

  119. Thanks sir
    Per sir maine science (Bio) se +2 kiya hai aur abb main ba 1st year ki student hoon sir upsc exam me question ke answer greduation level ke likhe jate hai ki 12 th level ke

    1. चूँकि UPSC, minimum educational eligibility ग्रेजुएट मांगता है इसलिए हमें ग्रेजुएशन लेवल तक की जानकारी आवश्यक है. पर प्रश्न कहीं से भी आ सकते हैं. ऐसा भी कहा जाता है कि UPSC ब्रह्माण्ड से लेकर पाताल तक का प्रश्न पूछ सकता है. इसके प्रश्न की सीमा बैंकिंग या अन्य परीक्षाओं जैसी सीमित नहीं है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.