VISION IAS Prelims Test Series 2019 in HINDI = Part 2

Sansar LochanPolity Q n A, Quiz, Vision IAS23 Comments

[vc_row][vc_column][vc_column_text]VISION IAS एक प्रतिष्ठित संस्था है जो सिविल सर्विसेज परीक्षार्थियों के लिए बहुमूल्य Test Series और Study Material उपलब्ध कराती है. कई छात्र हम लोग से पूछ रहे थे कि Vision IAS की टेस्ट सीरीज कैसे ज्वाइन करें? जो छात्र UPSC/IAS प्रारम्भिक परीक्षा (Preliminary Test) 2019 में appear होने जा रहे हैं, वे इस संस्थान की Test series नीचे दिए गए लिंक से join कर सकते हैं. यह Test Series निःशुल्क (free) नहीं है, आपको इसके लिए इस संस्थान को pay करना पड़ेगा.

[VISION IAS Prelims Test Series 2019] GS Paper 1 in HINDI

  • इस संस्थान के टेस्ट सीरीज को ज्वाइन करने के लिए आपको इस लिंक पर जाना होगा > Vision IAS Official Website
  • वहाँ आपको Test Series का आप्शन मिलेगा.
  • जब आप test series बटन को क्लिक करोगे तो Prelims 2019 के अन्दर > General Studies का आप्शन आएगा.
  • उसके बाद आपसे पूछा जाएगा कि आपको कौन-से माध्यम से टेस्ट सीरीज देनी है > Hindi या English
  • वहाँ पर आप देख कई लिंक देखोगे. दरअसल वे लिंक कई टेस्ट के लिंक हैं. Vision IAS कई modules में टेस्ट कंडक्ट कराती है जिसके price अलग-अलग होते हैं. हर लिंक में टेस्ट का सिलेबस दिया हुआ है.
  • सिलेबस इच्छानुसार चुनने के बाद आप नीचे Register बटन दबाकर इस पेज पर जाओगे > http://www.visionias.in/old/paystart.php
  • वहाँ पेमेंट कर के आप टेस्ट के रजिस्टर हो जाओगे.
[vc_message]हमारी टीम भी जल्द ही अगले साल free में टेस्ट सीरीज शुरू करने वाली है. जो गरीब छात्र हैं, वे हमसे जुड़ सके हैं.[/vc_message][/vc_column][/vc_row]
Print Friendly, PDF & Email
Read them too :
[related_posts_by_tax]

23 Comments on “VISION IAS Prelims Test Series 2019 in HINDI = Part 2”

  1. Sir me 1st year ka student hu or maine apni tyari 5 months se start kar de
    Sir meri ek problem hai ki me mains question likte waqt learn kara hua yaad nhai aata me apne answer me apni hor se us question ko apni hor se likta hu
    Jisme jyadha tak ek khani si nagar aate hai
    Sir guidence kigye ki kis parker me apne
    Answer me khuch books se be yaad kara hua lik saku
    Jo question likte waqt mughe yaad kiya hua dhyaan aa jaye
    Sir me phali baar aapki test series de hai
    Jisme 60 parcent marks aaye hai

    1. Sir I upsc IPS ki peepretion kr rah hu
      Mujhe current affairs ke bare me bataiye
      Kya me Vision IAS ki monthly magzine padne se mera exam clear ho sakta hai ya nahi

  2. Sir me aapka current regular se karu to vo enough he na atarikt kuch karne jarurat to nahi he na …bus sansar lochan follow kar raha hu daily current ke liye plus editorial ke liye bhi…

  3. gd morning sir
    sir mera railway group d ka exam 19sept sy hai apke site pe jo current affairs available hai usko padh lene sy current affairs aur gk ka portions ho gayega sir plz reply…..

    1. Raj Kumar Ji…sach kahiye to humara current affairs specially UPSC ke lie banaya gaya hai. Islie mujhe nahin lagta ki humara current affairs apke Railway Group ke exam me kaam ayega. Waise current affairs to current affairs hi hota hai.

      Aap ghatnachakra ke monthly magazine k pdf ko download kar skte hain jo is link par uplabdh hai >>> https://www.sansarlochan.in/current-affairs-in-hindi-english/

      ye pdf aapke kaam ke hain plus usme jo niche ke pages me jo section hain, jaise charchit vykti, khelkood etc…ye sab railway me jyada puuchte hain.

  4. हम अपना answer kaise post keen sir…. आमंत्रित लेख में कही भी ऑप्शन नहीं दिख रहा ह

    1. जहाँ आप comment करते हो, उसके आस-पास upload attachment का option है. आप pic डालकर आंसर अपलोड कर सकते हो.

    1. ek baar padhe fir usko turant likh daale. padh kar log bhul jaate hain, yedi usi cheej ko aap apne dimag se, apne words se likhege to long term k lie yaad rhega.

    1. purchase karke hardcopy me padhe to acha rehta hai. mobile/pc me padhna ankho me bhi jor daalta hai. Aap books me important cheejo ko underline/highlight bhi kar skte hai.

  5. गुरूजी मेरा basik ठीक ठाक हैं इस बार uppcs -2017 का मैन्स भी दिया हू लेकिन …..
    UPSC pre 5th अटेंप्ट मे भी नहीं निकला 2019का मेरा लास्ट अटेंप्ट हैं 6 th atemt (general cat)

    हर बार मेरा exam मे मेरा करेंट के गलत हो जाते हैं जो की इस बार मेने vision mag 3 बार रिवाइज़्ड किया था फिर भी 42 Q सही हो पाये (WITH NEG)

    PLZ सर जी लास्ट अटेंप्ट हैं कुछ मार्ग दर्शन करे

    🙏

    1. Ranbahadur ji. pichle attempts me galati kaha par ho rahi hai use aur depth me janne ki kosish karen. mains me likhne ki practice adhik se adhik karen.
      kabhi-kabhi aisa dekhne ko milta hai ki kam lekhan abhyaas se hum prashno ka uttar sateek rup se nahin de paate. Tathyo ki kami bhi humare lekhan me baadha banti hai.
      Roz kam se kam 3 topics par 250 words me jarur likhe. yedi ho sake to hume bhi dikhaaye ki aap ka lekhan kaisa hai…sansar manthan ke kisi column par aap comment kare, waha ab picture upload karne ki bhi suwidha hai.

      last attempt me dhyaan dena hai ki prelims is baar jarur clear kare, kyuki nervousness se maine kai chhatro ko dekha hai ki bahut padhne ke bawjood nervous ho jaane ke chalte prelims clear nahin karte. adhik se adhik MCQ solve karte rhe….

      aur jaisa ki maine upar bataaya ….roz lekhan abhyaas kare. chaahe kisi bhi topic par…par kalam chalta rehna chahie.

  6. Sir m kisi b test series ya dca ko 20% se jyada nhi kr pa rhi hu,mujhe kuch yad hi nhi rahta m kya karu sir

    1. Current Affairs ke regular notes banaya kare. Yadi notes nahi banana hai to kam se kam DCA ko print out nikaal kar rakh le ya pdf bana kar ek folder me save kar le taaki baad me revision me kaam aaye.

      Jaha tak rahi test series ki baat ye tabhi sambhaw hai ki aapka Basic GK clear ho. . humara prashn thoda tough hai, islie isse niraash nahin ho. pehle basic cheeje jaane…sanvidhaan kya hai….articles kya hain….modern history me kya-kya kab-kab hua…ye saare notes bana kar rakhe…

      Basic ko majboot karna bahut jaruri hai. Pehle simple se start kare…fir depth se padhen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.